Isiliye kaha jata h aadmi chala jata h par uski yaden reh jati h, ghalib ke jane ke baad unke sher toh aaj bhi chal rahe h... Jab Allama sb. ka daur aya toh unhone uska jawab likha
Pinjhra phir bhi pinjhra hi hota hai janaab chahe wo dil ka ho ya sone ka Parinde to parinde hai khuda ne banaya hi hai udne ke liye Sahi kaha ai Ghalib udne de inhe in khuli fizaon me Taaki inhe dilon ki mehfuziat ki kimat ka pata lage
Kaise udne du ai Ghalib use in viraan fijaao me...
ReplyDeletejise tamaam umar mahfuj rakha ho dil ki panaho me...
Or Iqbal miya jo sach me apne ho wo kabhi sath nahi chhodte fir par to kya chahe praan hi kyu na nikal jaaye...
Lagta hai shero shyri ki duniyan main paida hone ki koshish kr rhi hai aap
DeleteChawla g....
Jitna simple smjh rhi hai aap itna simple sher nahi hai ye....
jo parindo se dil lagate hain wo zindgi gujarte hain aahon mein..
ReplyDeletejinki fitrat mein hai ud jaana wo kaise rahenge panaho mein...
Ud Jana to fitrat hai in parindo ki Sarkar,
DeleteInse Kya Dil lagana,
Khula assman mile to
Kon na chahega ud Jana...
Ud jaane de un parindo ko galib,
ReplyDeletejo tere apne nahi ho sake woh kisi aur ke kya honge....
Wah wah
DeleteJahaDilBharJataHaiWahaBahaneMilJate
ReplyDeleteJubParindoko
ReplyDeletePar NikalAate hai
to wo ghosla kya ,
shaher chod dete.....
Udna jo aagya unko.....
Galib was long dead before allama iqbal then how did he reply
ReplyDeleteIsiliye kaha jata h aadmi chala jata h par uski yaden reh jati h, ghalib ke jane ke baad unke sher toh aaj bhi chal rahe h... Jab Allama sb. ka daur aya toh unhone uska jawab likha
DeleteItni raat ko rply
ReplyDeleteKoi ahle zubaan roko un parindon ko nadaan in vehshat viraney me koi inhey loot na le galib
ReplyDeletekyu itna sochna parindo k liye kabeera
ReplyDeletekaato fry karo or kha lo kabeera
Savage😂👍
DeleteUd jana in parindo ki fitrat nahi majboori h galib.
ReplyDeleteJo na uda to na aasma dekhega na jahan...
Aasman ho aakash ho kuch bhi ho gaalib
DeleteJis din badli chhati hai parinde ki talaash panaah ki hi hoti hai
Khaa umeed rkhu in parendu saw galib.. Joo mosumm bdl tae hi shear bdl daete hy.
DeleteUn parindo ka ud jana hi acha ha Ghalib. Jo dil ke pinghre ma bhi aazadi ka khawaab dekhte hai
ReplyDeletePinjhra phir bhi pinjhra hi hota hai janaab chahe wo dil ka ho ya sone ka
DeleteParinde to parinde hai khuda ne banaya hi hai udne ke liye
Sahi kaha ai Ghalib udne de inhe in khuli fizaon me
Taaki inhe dilon ki mehfuziat ki kimat ka pata lage
Osm
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteKaise Chor de in parindo ko ajad fizao main galib
ReplyDeleteAgr ye loot gaye to fir kaun hamara hoga 🥰
Author: Au Shaikh
उड़ तो गया वो परिंदा मंजिल की तरफ़ .. मंजिल तो ना मिली पर घर का पता भूल गया..
ReplyDeleteUrne ka hunar har kisi me nhi hota........
ReplyDeleteJinke andar hota hai, use urna nhi aata......
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteazad kar diya uss panchi ko, jo mere dil ke pinjre me khaid rehna apni taoheen samajhta tha
ReplyDeleteپرندوں کی فطرت سے آۓ تھے وہ میرے دل میں
ReplyDeleteذرا سے پنکھ نکل آۓ تو آشیانہ ہی چھوڑ دیا💔
i lov you
ReplyDeleteNA Rakh parindo ko barso kehd mein Kahi wo udna he na bhool Jaye.. Sohail
ReplyDeleteUdh Agar gye to Kahi sambhalna na bhool Jaye..!!
Wahhh
ReplyDelete