Showing posts with label ghalib shayari. Show all posts
Showing posts with label ghalib shayari. Show all posts

Sunday, July 5, 2015

Ham hain mushtaaq aur woh bezaar Ya ilaahee ! Yeh maajra kya hai ?

 Ham hain mushtaaq aur woh bezaar
Ya ilaahee ! Yeh maajra kya hai ?

Friday, June 12, 2015

Zehar milta hi nahin mujhko sitamgar varna kya qasam hai tere milne ki ke khaa bhii na saku

Zehar milta hi nahin mujhko sitamgar varna
kya qasam hai tere milne ki ke khaa bhii na saku

Sunday, April 5, 2015

kuch to majbooriyan rahi hogi yun koi bewafa nahi hota

 kuch to majbooriyan rahi hogi
yun koi bewafa nahi hota
aapna dil bhi tattol kar dekho 
faasla bewajah nahi hota

Saturday, April 4, 2015

ae chand bta tera majhab kya hai ye eid bhi teri karwachouth bhi tera

ae chand bta tera majhab kya hai
ye eid bhi teri , karwachouth bhi tera

Friday, April 3, 2015

sahil k sukun se hume inkar nahi magar tufano me kashti nikalne ka maza hi kuch Or hai

sahil k sukun se hume inkar nahi
 magar tufano me kashti nikalne ka maza hi kuch Or hai

Wednesday, April 1, 2015

Woh Mujhsai Puchtay Hain Ki Kaun Hai Galibn Koi Batlai Ki Hum Batlai Kya

Woh Mujhsai Puchtay Hain Ki Kaun Hai Galib?
Koi Batlai Ki Hum Batlai Kya - 

Tuesday, March 31, 2015

Humko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin, Dil ke khush rakhne ko, 'Ghalib' ye khayaal achcha hai

Humko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin,
Dil ke khush rakhne ko, 'Ghalib' ye khayaal achcha hai

Monday, March 30, 2015

Meri Tanhayee ko Mera Shauq na Samjhna Bade Pyar se Diya Hai Yeh Tohfa Kisi ne

Meri Tanhayee ko Mera Shauq na Samjhna
Bade Pyar se Diya Hai Yeh Tohfa Kisi ne

Sunday, March 29, 2015

Chand tasveer-e- buta chand haseeno ke khatoot bad marne ke mere ghar se ye saaman nikla ..


Chand tasveer -e-  buta chand haseeno ke khatoot
 bad marne ke mere ghar se ye saamaan  nikla

Hme to apno ne luta gairo me kaha dam tha Apni kashti vaha dubi jaha pani km tha.

Hme to apno ne luta ,
gairo me kaha dam tha.
Apni kashti vaha dubi,
jaha pani km tha.

Haal Puchti Nahi Duniya Zinda Logo ka Chale Aate Hain Janaze pe Baraat ki Tarah

 Haal Puchti Nahi Duniya Zinda Logo ka
Chale Aate Hain Janaze pe Baraat ki Tarah


Friday, March 27, 2015

Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be wafaai nay ghalib Abb koi agarr pyar se bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai

Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be-wafaai nay ghalib
Abb koi agarr pyar se bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai ...

Thursday, March 26, 2015

Zindagi uski jis ki maut pe zamanaa afsos kare Ghalib yunn to har shakh aata hai ish duniya mein marne ke liye

Zindagi uski jis ki maut pe zamanaa afsos kare Ghalib,
yunn to har shakh aata hai ish duniya mein marne ke liye...

Tuesday, March 24, 2015

Zahid sharab peene de masjid mein beth kar


Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..

Monday, March 23, 2015

Hai agar deedar ki talab to nazrein jamaye rakhna Ghalib

Hai agar deedar ki talab to nazrein jamaye rakhna Ghalib..
Kyunki naseeb ho ya naqaab, sarakta zaroor hai..

Saturday, March 21, 2015

Ishq ne Ghalib nikamma kar diya Warna hum bhi aadmi thy kaam kay

Ishq ne 'Ghalib', nikamma kar diya

Warna hum bhi aadmi thy, kaam kay..

Mat poonch key kya haal hai mera tere peeche Tu dekh key kya rang hai tera mere aagay ...

Mat poonch key kya haal hai mera tere peeche,
Tu dekh key kya rang hai tera mere aagay ...

Friday, March 20, 2015

Umar bhar Ghalib yahi Bhool karta Raha, Dhool Chehre pe Thi, aur aina saaf karta raha.

Umar bhar 'Ghalib' yahi Bhool karta Raha, 
Dhool Chehre pe Thi, aur aina saaf karta raha....!

Thursday, March 19, 2015

Na tha kuchh to khudaa tha, kuchh naa hota to khudaa hota,



Na tha kuchh to khudaa tha, kuchh naa hota to khudaa hota,
Dubayaa mujhko honay ne, na hota main toh kya hota ?

Wednesday, March 18, 2015

Hathoon key lakiroon pay matt jaa ae Ghalib Naseeb unkay bhi hotay hain jinkaay haath nahi hotay ...

Hathoon key lakiroon pay matt jaa ae Ghalib,
Naseeb unkay bhi hotay hain jinkaay haath nahi hotay ...