ghalib shayari
Saturday, August 22, 2015
Main akela hee chala tha janibe manzil magar Log saath aate gaye aur carvan banta gaya
Main akela hee chala tha janibe manzil magar
Log saath aate gaye aur carvan banta gaya
Mat pooch kis tarha se chal rahi hai zindagi Uss daur se guzar rahe hai jo guzarta hi nahi
Mat pooch kis tarha se chal rahi hai zindagi
Uss daur se guzar rahe hai jo guzarta hi nahi
Saturday, August 8, 2015
dil dhadakne ka tassavur bhi khayali ho gaya ek tere jaane se sahar khali ho gaya
dil dhadakne ka tassavur bhi khayali ho gaya
ek tere jaane se sahar khali ho gaya
Dekhi jo meri nabz to kuch dair soch kar, Kagazh liya aur ishq ka bimaar likh diya
Dekhi jo meri nabz to kuch dair soch kar,
Kagazh liya aur ishq ka bimaar likh diya,
Thursday, July 16, 2015
Apni galtiyon se taqdeer ko badnam na kar Ghalib, Taqdeer to khud Himmat ki Mohtaj huwa karti hai
Apni galtiyon se taqdeer ko badnam na kar Ghalib,
Taqdeer to khud Himmat ki Mohtaj huwa karti hai
Sunday, July 5, 2015
Ham hain mushtaaq aur woh bezaar Ya ilaahee ! Yeh maajra kya hai ?
Ham hain mushtaaq aur woh bezaar
Ya ilaahee ! Yeh maajra kya hai ?
Sunday, June 28, 2015
नींद आए या ना आए
नींद
आए
या
ना
आए
,
चिराग
बुझा
दिया
करो
,
यूँ
रात
भर
किसी
का
जलना
,
हमसे
देखा
नहीं
जाता
.
Saturday, June 27, 2015
बिना लिबास आए थे इस जहां में..bina libaj aye the ic jaha mein
बिना लिबास आए थे इस जहां में,
बस एक कफ़न की खातिर,
इतना सफ़र करना पड़ा
Friday, June 12, 2015
Zehar milta hi nahin mujhko sitamgar varna kya qasam hai tere milne ki ke khaa bhii na saku
Zehar milta hi nahin mujhko sitamgar varna
kya qasam hai tere milne ki ke khaa bhii na saku
Tuesday, June 9, 2015
Karz ki peete the main lekin haan samajhte the rang laayegi humari faaka masti ek din
Karz ki peete the main lekin haan
samajhte the rang laayegi humari faaka masti ek din
Thursday, April 9, 2015
Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se phle Khuda bande se poochhe bta teri raza kya h
Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se phle,
Khuda bande se poochhe bta teri raza kya h
Wednesday, April 8, 2015
ab main samajha tere rukasaar pe til ka matalab daulat-e-husn pe darabaan bitha rakha hai
ab main samajha tere rukasaar pe til ka matalab daulat-e-husn pe darabaan bitha rakha hai
Monday, April 6, 2015
woh mile bhi to fakat khuda k darbar me ab tum hi kaho ibaadat karte ya mohabbat
woh mile bhi to fakat khuda k darbar me
ab tum hi kaho ibaadat karte ya mohabbat
Sunday, April 5, 2015
kuch to majbooriyan rahi hogi yun koi bewafa nahi hota
kuch to majbooriyan rahi hogi
yun koi bewafa nahi hota
aapna dil bhi tattol kar dekho
faasla bewajah nahi hota
Saturday, April 4, 2015
ae chand bta tera majhab kya hai ye eid bhi teri karwachouth bhi tera
ae chand bta tera majhab kya hai
ye eid bhi teri , karwachouth bhi tera
Friday, April 3, 2015
sahil k sukun se hume inkar nahi magar tufano me kashti nikalne ka maza hi kuch Or hai
sahil k sukun se hume inkar nahi
magar tufano me kashti nikalne ka maza hi kuch Or hai
Wednesday, April 1, 2015
Woh Mujhsai Puchtay Hain Ki Kaun Hai Galibn Koi Batlai Ki Hum Batlai Kya
Woh Mujhsai Puchtay Hain Ki Kaun Hai Galib?
Koi Batlai Ki Hum Batlai Kya -
Tuesday, March 31, 2015
Humko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin, Dil ke khush rakhne ko, 'Ghalib' ye khayaal achcha hai
Humko
maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin,
Dil ke khush rakhne ko, 'Ghalib' ye khayaal achcha hai
Monday, March 30, 2015
Meri Tanhayee ko Mera Shauq na Samjhna Bade Pyar se Diya Hai Yeh Tohfa Kisi ne
Meri Tanhayee ko Mera Shauq na Samjhna
Bade Pyar se Diya Hai Yeh Tohfa Kisi ne
Sunday, March 29, 2015
Chand tasveer-e- buta chand haseeno ke khatoot bad marne ke mere ghar se ye saaman nikla ..
Chand tasveer -e- buta chand haseeno ke khatoot
bad marne ke mere ghar se ye saamaan nikla
Hme to apno ne luta gairo me kaha dam tha Apni kashti vaha dubi jaha pani km tha.
Hme to apno ne luta ,
gairo me kaha dam tha.
Apni kashti vaha dubi,
jaha pani km tha.
Haal Puchti Nahi Duniya Zinda Logo ka Chale Aate Hain Janaze pe Baraat ki Tarah
Haal Puchti Nahi Duniya Zinda Logo ka
Chale Aate Hain Janaze pe Baraat ki Tarah
Saturday, March 28, 2015
Deewar kya giri mere kachche makan ki Logon ne mere sehan mein rasta bana liya.
Deewar kya giri mere kachche makan ki
Logon ne mere sehan mein rasta bana liya.
Friday, March 27, 2015
Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho Kabhi Hum Bhi Piya Karte The
Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho
Kabhi Hum Bhi Piya Karte The
Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho
Utni Hum Paimaane Mein Chod Diya Karte The
Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be wafaai nay ghalib Abb koi agarr pyar se bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai
Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be-wafaai nay ghalib
Abb koi agarr pyar se bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai ...
Thursday, March 26, 2015
Zindagi uski jis ki maut pe zamanaa afsos kare Ghalib yunn to har shakh aata hai ish duniya mein marne ke liye
Zindagi uski jis ki maut pe zamanaa afsos kare Ghalib,
yunn to har shakh aata hai ish duniya mein marne ke liye...
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar Khuda maujood hai wahan Par usey pata nahi
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
Wednesday, March 25, 2015
Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin Kaafir ke dil mein ja Wahan khudaa nahin..
Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
Tuesday, March 24, 2015
Zahid sharab peene de masjid mein beth kar
Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
Monday, March 23, 2015
Hai agar deedar ki talab to nazrein jamaye rakhna Ghalib
Hai agar
deedar ki talab to nazrein jamaye rakhna Ghalib..
Kyunki naseeb ho ya naqaab, sarakta zaroor hai..
Saturday, March 21, 2015
Ishq ne Ghalib nikamma kar diya Warna hum bhi aadmi thy kaam kay
Ishq ne 'Ghalib', nikamma kar diya
Warna hum bhi aadmi thy, kaam kay..
Mat poonch key kya haal hai mera tere peeche Tu dekh key kya rang hai tera mere aagay ...
Mat poonch key kya haal hai mera tere peeche,
Tu dekh key kya rang hai tera mere aagay ...
Friday, March 20, 2015
Umar bhar Ghalib yahi Bhool karta Raha, Dhool Chehre pe Thi, aur aina saaf karta raha.
Umar bhar 'Ghalib' yahi Bhool karta Raha,
Dhool Chehre pe Thi, aur aina saaf karta raha....!
Thursday, March 19, 2015
Na tha kuchh to khudaa tha, kuchh naa hota to khudaa hota,
Na tha kuchh to khudaa tha, kuchh naa hota to khudaa hota,
Dubayaa mujhko honay ne, na hota main toh kya hota ?
Wednesday, March 18, 2015
Hathoon key lakiroon pay matt jaa ae Ghalib Naseeb unkay bhi hotay hain jinkaay haath nahi hotay ...
Hathoon key lakiroon pay matt jaa ae Ghalib,
Naseeb unkay bhi hotay hain jinkaay haath nahi hotay ...
Tuesday, March 17, 2015
Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein, Poonch un parindoo say jin kay gharr nahi hotay
Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein,
Poonch un parindoo say jin kay gharr nahi hotay
Monday, March 16, 2015
Abhi mashroof hoon kaafi, kabhi fursat mein sochunga, Ke tujhko yaad rakhne mein mai kya kya bhool jaata hoon.
Abhi mashroof hoon kaafi, kabhi fursat mein sochunga,
Ke tujhko yaad rakhne mein mai kya kya bhool jaata hoon.
Sunday, March 15, 2015
Hum ne mohabaton ke nashe mein aa kar usey khuda bana daala, Hosh tab aaya jab usne kaha ke khuda kisi ek ka nahi hota.
Hum ne mohabaton ke nashe mein aa kar usey khuda bana daala,
Hosh tab aaya jab usne kaha ke khuda kisi ek ka nahi hota.
Saturday, March 14, 2015
YEH ISHQ NAHI AASAAN BUS YUN SAMJH LIJIYE AAG KA DARIYA HAI AUR DOOB KE JANA HAI
YEH ISHQ NAHI AASAAN BUS YUN SAMJH LIJIYE
AAG KA DARIYA HAI AUR DOOB KE JANA HAI
Friday, March 13, 2015
Kaun deta hai zindagi bhar ka saath log toh janaaze mein bhi kandhey badalte rahte hain
Kaun deta hai zindagi bhar ka saath Galib
log toh janaaze mein bhi kandhey badalte rahte hain
Thursday, March 12, 2015
Udne de in Parindo ko Aazad Fiza me Galib
Udne de in Parindo ko Aazad Fiza me Galib
Jo tere Apne Honge Wo Laut Aayenge Kisi Roz
Allama Iqbal:
Na Rakh Ummeed-e-Wafa kisi Parindey se Iqbal
Jab Par Nikal Aate Hain, To Apna Bhi Aashiyana Bhool Jaatey Hai
Galib
Newer Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)